Login form

Search

Calendar

«  March 2024  »
SuMoTuWeThFrSa
     12
3456789
10111213141516
17181920212223
24252627282930
31

Our poll

Rate my site
Total of answers: 31


Total online: 1
Guests: 1
Users: 0
'Aatish' Haider Ali
 
sun to sahii jahaa.N me.n hai teraa fasaanaa kyaa
 
sun to sahii jahaa.N me.n hai teraa fasaanaa kyaa
kahatii hai tujh se Khalq-e-Khudaa Gaibaanaa kyaa
 
ziinaa sabaa kaa Dhuu.NDhatii hai apanii musht-e-Khaak
baam-e-baland yaar kaa hai aastaanaa kyaa
 
aatii hai kis tarah se merii kabz-e-ruuh ko dekhuu.N to maut
Dhuu.NDh rahii hai bahaanaa kyaa
 
betaab hai kamaal hamaaraa dil-e-aziim
mahamaa.N saaraay-e-jism kaa hogaa ravanaa kyaa